Lata Mangeshkar is a pot full of valuable and beautiful lessons and values. We surely know that she has been the most wonderful singer and a mentor to many. With her songs, she has given us innumerable life lessons that we all should learn from.
So we have the top 10 lyrics from Lata Mangeshkar’s vocals that teach us lessons worth a million.
1. Un aankhon ka hasna bhi kya
Jin aankhon mein paani na ho
Woh jawani jawani nahin jiski koi kahani na ho
2. Lag Ja Gale Ki Phir
ye Hasin Raat Ho Na Ho
shayad Phir Is Janam Mein
mulakat Ho Na Ho
3. Aaj phir jeene ki tamanna hai
Aaj phir marne ka irada hai
Apne hi bas mein nahi main
4. Ajeeb dastan hai yeh
Kahan shuru kahan khatam
Yeh manzile hai kaunsi
Na voh samajh sake na hum
5. Zindagi Ki Na Tute Ladi
Pyar Karle Ghadi Do Ghadi
6. Aadmi musafir hai, aata hai jaata hai
Aate jaate raste mein yaadein chhod jaata hai
7. Milatii Hai Zindagii Mein Mohabbat Kabhii-Kabhii
Hotii Hai Dilbaron Kii Inaayat Kabhii-Kabhii
Sharmaa Ke MuNh Na Pher Nazar Ke Savaal Par
Laatii Hai Aise Mod Par Qismat Kabhii-Kabhii
8. Phool jeevan mein gar na khile to
Kaanton se bhi nibhaana padega
Zindagi pyaar ka geet hai
Ise har dil ko gaana padega
9. Zindagi ghum ka sagar bhi hai
Hanske us paar jaana padega
10. Jo Waada Kiya Woh Nibhana Padega
Roke Zamaana Chahe Roke Khudaai
Tumko Aanaa Padegaa